Duaon ki qobuliyat ka afzal waqt:
1.Farz namaz k baad,
2.Azan or aqamat k darmian,
3.Tahajjud k waqt,
4.Barish barastay waqt,
5.Dauran-e-safar,
6.Iftaar k waqt,
7.Jummay k din ek ghadi,
8.Shab-e-qadar main,
9.Zam zam peetay waqt,
10.Arfat ka din maidan-e-Arfat main,
11.Quran ki tilawat k baad.
Duaon ki qobuliyat ka afzal waqt:
1.Farz namaz k baad,
2.Azan or aqamat k darmian,
3.Tahajjud k waqt,
4.Barish barastay waqt,
5.Dauran-e-safar,
6.Iftaar k waqt,
7.Jummay k din ek ghadi,
8.Shab-e-qadar main,
9.Zam zam peetay waqt,
10.Arfat ka din maidan-e-Arfat main,
11.Quran ki tilawat k baad.
Ya Allah Hum Tujise Mangte hain
Aisi MAAFI jis ke baad
GUNAH na ho
Aisi HIDAYAT jis ke baad
GUMRAHI na ho
Aisi RAZA jis ke baad
NARAZGI na ho
Aisi RAHAMAT jis ke baad
AZAB na ho
Aisi KAMYABI Jis ke baad
NAKAMI na ho
Aisi IZZAT jis ke baad
ZILLAT na ho
Ya ALLAH hume Dunya aur AKHRAT ki zillat se bacha
MUSTAQBIL ke aane wale dino main sukoon ATHA forma
Aur hamein inse faizyab farma Ameen.
DUA apne liye magna IBADAT hai.
DUA dusro ki liye magna KHIDMAT hai.
IBADAT se JANNATH milthi hai,
Aur KHIDMAT se khuda milta hai