Istighfar Ke Fazail
Istighfar Ke Fazail
Share this:
- Click to share on Twitter (Opens in new window)
- Click to share on Pinterest (Opens in new window)
- Click to share on Tumblr (Opens in new window)
- Click to share on Reddit (Opens in new window)
- Click to share on WhatsApp (Opens in new window)
- Click to share on LinkedIn (Opens in new window)
- Click to share on Facebook (Opens in new window)
- Click to print (Opens in new window)
- Click to share on Telegram (Opens in new window)
- Click to share on Pocket (Opens in new window)
- Click to email a link to a friend (Opens in new window)
- Click to share on Mastodon (Opens in new window)
- Click to share on Nextdoor (Opens in new window)
Allah Tabarak Wa Talah Ko Apne Bande Ka Gidgidana Aur Inkisari Ke Sath Touba Karna Bohut Pasand Hai Kyunke Nafs Ke Taqaze Aur Shaitan Ke Behkane Par Insaan Gunah ka Martakab Hota Hai……
Issliye Har Musalmaan Mard Wo Aurat Ka Allah Ki Bargah Me Touba Karte Rehna Behad Zaroori Hai…..
Hum Gunahgaroun Aur Qatakaroun Par Allah Tabarak Talah Ka Ye Inaam Wo Ikraam Hai Ki Ussne Yeh Khanoon Nahi Banaya Ke Agar Ek Baar Kisi Se Gunah Sarzad Hogaya Toh Usski Padash Me Azaab Zaroor Diya Jayega….
Balke Jo Shaqs Ek Martaba Gunah Ka Artakab Karne Ke Baad Sache Dil Se Touba Karle Toh Paak Parwardigaar Uss Shaqs Ke Gunah Maaf Farma Deta Hai……
Touba Ka Seedha Saadha MatlabYeh Hai Ke Insaan Apne Kiye Hue Gunah Par Nadim Ho, Aur Aayenda Gunah Na Karne Ka Pakka Ahad Kare…..